Bewajah Muskurane Ki Aadat Hai Mujhe

तू खुश रहे तो में मुस्कुराऊंगा
कही भी हो तू, तुझे ना भूलूंगा

मेरे गम का तू दर्द ना लेना
क्यों की इस दर्द में भी में सुकून पाउँगा


Tu Khush Rahe To Mein Muskuraunga
Kahi Bhi Ho Tu, Tujhe Naa Bhulaunga

Mere Gam Ka Tu Dard Naa Lena
Kyu ki Is Dard Me Bhi Mein Sukun Paunga


Bewajah Muskurane Ki Aadat Hai Mujhe
Bewajah Muskurane Ki Aadat Hai Mujhe

ये सच है के उन से निगाहे कभी मिला ना सके
हम उन की याद को लेकिन कभी भुला ना सके

वो बदनसीब सही तुझसे जो करीब नहीं
वह खुशनसीब हैं जो तुम से दूर जा ना सके


Ye Sach Hai Ke Un Se Nigahe Kabhi Mila Na Sake
Ham Un Ki Yaad Ko Lekin Kabhi Bhula Na Sake

Wo Badnaseeb Sahi Tujh Se Jo Kareeb Nahi
Woh Khushnaseeb Hain Jo Tum Se Door Ja Na Sake


ग़म को छुपाने की आदत सी है मुझे
खुद को सताने की आदत सी है मुझे

जान ले न कोई हाल-ऐ-दिल इस डर से
बेवजह मुस्कुराने की आदत सी है मुझे


Gham Ko Chupaane Ki Aadat Si Hai Mujhe
Khud Ko Sataane Ki Aadat Si Hai Mujhe

Jaan Le Na Koi Haal-e-Dil Is Dar Se
Bewajha Muskurane Ki Aadat Si Hai Mujhe

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *