दिल पर किसी का जोर नहीं होता
दिल की आवाज़ों से शोर नहीं होता
इस के खोने का गम करे भी तो कैसे
क्योंकि दिल चुराने वाला भी चोर नहीं होता
Dil Par Kisi Ka Jor Nahi Hota
Dil Ki Awazo Se Shor Nahi Hota
Is Ke Khone Ka Gum Kare Bhi To Kese
Kyoki Dil Churane Wala Bhi Chor Nahi Hota
काश ये दिल शीशे का बना होता,
चोट लगती तो बेशक ये फनाह होता
पर सुनते जब वो आवाज़ इसके टूटने की,
तब उन्हें भी अपने गुनाह का एहसास होता
Kaash Ye Dil Shishe Ka Bana Hota,
Chot Lagti To Beshak Ye Fanah Hota
Par Sunte Jab Wo Aawaz Iske Tutne Ki,
Tab Unhe Bhi Apne Gunah Ka Ehsaas Hota
हकीकत करो बयां तो मज़ाक लगता है,
इबादत करो जब तो झूठा ख्वाब लगता है,
अरे ये दिल है दिल, और दिल की है ये सदा,
और तुम कहते हो कि तुम्हे ये हसीं इत्तेफाक लगता है।
Haqeeqat Karo Byaan To Mazaak Lagta Hai,
Ibadat Karo Jab To Jhootha Khwab Lagta Hai,
Are Ye Dil Hai Dil, Aur Dil Ki Hai Ye Sdaa,
Aur Tum Kehte Ho Ki Tumhe Ye Haseen Ittfak Lagta Hai