Ishq Ek Junoon Hai

जो रस्मो रिवाजों की जो परवाह करते है
प्यार में वो लोग गुनाह करते है

इश्क़ वो जूनून है जिसमे दीवाने
अपनी ख़ुशी से खुद को तबाह करते है


Jo Rasmo Riwajo Ki Jo Parwah Karte Hai
Pyar Me Wo Log Gunah Karte Hai

Ishq Wo Junun Hai Jisme Diwane
Apni Khushi Se Khud Ko Tabah Karte Hai


Ishq Ek Junoon Hai
Ishq Ek Junoon Hai

रुक गया वो वक़्त की निशानी बन के
बह गया एक दिन आँख का पानी बन के

अजीब कश्मा-कश बन गयी है ज़िन्दगी
ए मौत तू ही मिल जा, अब इश्क़ की निशानी बन के


Ruk Gaya Wo Waqt Ki Nishani Ban Ke
Beh Gaya Ek Din Aankh Ka Pani Ban Ke

Ajeeb Kashma-Kash Ban Gayi Hai Zindagi
Aye Maut Tu Hi Mil Ja, Ab Ishq Ki Nishani Ban Ke


ज़िन्दगी सिर्फ मोहब्बत नहीं, कुछ और भी है
ज़ुल्फ़-ओ-रुखसार की जन्नत नहीं, कुछ और भी है

भूल-ओ-अफ्लास की इस मरी हुई दुनिया मैं
इश्क़ ही एक हक़ीक़त नहीं, कुछ और भी है


Zindagi Sirf Mohabbat Nahi, Kuch Aur Bhi Hai
Zulf-o-Rukhsar Ki Jannat Nahi, Kuch Aur Bhi Hai

Bhool-o-Aflas Ki Is Mari Hui Duniya Main
Ishq Hi Ek Haqiqat Nahi, Kuch Aur Bhi Hai

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *